Movie: Veerappan (2016)
Singers: Sharib Sabri, Toshi Sabri, Payal Dev
Song Lyricists: Manoj Yadav
Music Composer: Sharib Sabri, Toshi Sabri
Music Director: Sharib Sabri, Toshi Sabri
Director: Ram Gopal Varma
Music Label: T-Series
Starring: Sandeep Bharadwaj, Lisa Ray, Sachiin J Joshi, Usha Jadhav
Release on: 27th May, 2016

Veer Veer Veerappan Song Lyrics
Yahan se 50-50 kaus door,
Gaaon mein jab raat ko,
Koi bacha rota hai,
Toh maa kehti hai beta soja,
So ja,, sau ja varna,
Veerappan aa jayega,
Gaaon mein jab raat ko,
Koi bacha rota hai,
Toh maa kehti hai beta soja,
So ja,, sau ja varna,
Veerappan aa jayega,
Saaya iska saaya kafan hai,
Isme zinda krodh dafan hai,
Naash karega vinaash karega,
Sanki sabka naash karega,
Isme zinda krodh dafan hai,
Naash karega vinaash karega,
Sanki sabka naash karega,
Singh ka garjan dusht hai durjan,
Maut ka aalingan,
Maut ka aalingan,
Veer veer mera veer veer mera veer veer,
Mera veer veerappan,
Veer veer mera veer veer mera veer veer,
Mera veer veerappan,
Mera veer veerappan,
Veer veer mera veer veer mera veer veer,
Mera veer veerappan,
Lala lala lohri,
Khoon ki katori,
Peeke ise zara sa,
Raakshas kare tamasha,
Khoon ki katori,
Peeke ise zara sa,
Raakshas kare tamasha,
Narsanghaar ki ise lagan hai,
Aadam khor isi mein magan hai,
Nasht karega tabaah karega,
Roohon mein ye laash bharega,
Aadam khor isi mein magan hai,
Nasht karega tabaah karega,
Roohon mein ye laash bharega,
Kaal ka kanppan khauff ka darshan,
Maut ka aalingan,
Maut ka aalingan,
Veer veer mera veer veer mera veer veer,
Mera veer veerappan,
Veer veer mera veer veer mera veer veer,
Mera veer veerappan,
Mera veer veerappan,
Veer veer mera veer veer mera veer veer,
Mera veer veerappan,
Jungle jungle baat chali hai pata chala hai,
Veerapan khoon karne ko nikla hai,
Veerapan khoon karne ko nikla hai,
Ye khooni paatal karan hai,
Khud ke maathe ka chandan hai,
Jung karega fasaad karega,
Raakshas hai barbaad karega,
Khud ke maathe ka chandan hai,
Jung karega fasaad karega,
Raakshas hai barbaad karega,
Krodh ka makhan paap ka sumran,
Maut ka aalingan,
Maut ka aalingan,
Veer veer mera veer veer mera veer veer,
Mera veer veerappan,
Veer veer mera veer veer mera veer veer,
Mera veer veerappan,
Veer veer mera veer veer mera veer veer,
Mera veer veerappan